|
Latest ‘Eid Mubarak Shayari’ Collection
Send JOIN SHAKTIMAAN to 987O8O7O7O for Receive Free Hindi SMS |
EID Ki Dua…
EID Ki Dua…
Chupke say chand ki Roshni Choo Jaye Apko
Dheere Say Ya Hawa Kuch Keh Jaye Apko
Dil Se jo Chahte Ho Maang Lo Khuda Se,
Hum Dua Karte Hain Mil Jaye Wo Apko…
Eid Mubarak
Dastak di kisi ne
Dastak di kisi ne, Kaha hushiyan laya hun
Inbox shota na per jae, itni duaain laya hun
Nam hai mera sms, Aap ko advance ma eid mubarak kehne aya hun…
Raat ko naya
Raat ko naya chand mubarak,
Chand ko chandni mubarak,
Falak ko sitare mubarak,
Sitaron ko Bulundi mubarak,
aur aap ko hamari taruf se Eid Mubarak.
to samaj lena
Jab kabhi bin mange aap par khushion ki barsat ho,
jab kabhi aap ka dil anjani khushi se betab ho,
to samaj lena koi aap ko duaon meyaad ker raha hai.
Happy Eid
Eid leke aate hai
Eid leke aate hai dher sare khusiya,
Eid mita deta hai insan mai duriya,
Eid hai khuda ka ek nayam tabarok
Eisi liye kahte hai sab EID MUBARAK.
Aaj se Amiri
Aaj se Amiri Garibi ka fasle na rahe,
Har Insan ek duje ko apna bhai kahe,
Aaj sab kuch bhool kar aa gale lag ja,
Mubarak ho tuje yeh EID-UL-AZHA.
Subah jab bhi
Subah jab bhi nikaar dekhna,
Sham jab bhi bahar dekhna,
Raat ko tanhai me Tare har baar dekhna
Pyar ko sada abaad rakna
Pyar ko Eid k lamhon me yaad rakna.
Eid Mubarak
Eid mubarak ho
Eid mubarak ho aapko,
Dher sari tarif aur khusiya mile aapko,
But, jab eidi mile aapko to plz.
Aap yaad karna sirf humko.
Sada haste raho
Sada haste raho jaise haste hain phool,
Duniya ki sare gam tumhe jaye bhool,
Charo taraf phalao khushion ka geet,
Eisi ummid ka sath Yaar tumhe… MUBARAK ho EID
Har ghadi ho
Suraj ki kirne, taaron ki bahaar…
Chand ki chandni, apno ka pyaar…
Har ghadi ho khushaal…
ussi tarha Mubarak ho aapko Eid ka ye tyohaar!
Eid Mubarak
|
|
|
Sponsors Link |
|
|
|
|




