Sponsors Link

Latest ‘Krishna Janmashtami Shayari’ Collection




Send JOIN SHAKTIMAAN to 987O8O7O7O for Receive Free Hindi SMS

Sawan ki sugandh

Chandan ki Khushbu, Resham ka Haar,
Sawan ki sugandh Barish ki fuhar.
Radha ki Ummid KANHAIYA ka pyar. Mubarak Ho apko Janmashtami Ka Tyohaar!!
Happy Shri Krishna Janmashtami

janmastami ka tyohar

Dahi ki handi,
Baris ka foohar,
Makhan churane aaye nandlal,
Mubarak ho aapko janmastami ka tyohar.
Happy Shri Krishna Janmashtami

Radha ki bhakti

Radha ki bhakti, Murli ki mithaas,
Maakhan ka swaad aur Gopiyo ka raas,
Inhi sabse milke banta hai Janmashtami ka ye din khas.
Happy Shri Krishna Janmashtami

Murli bajake Mann

Maakhan khave, Shor machave Gopiyon k sang Raas rachave,
Murli bajake Mann harshave hai Natkhat Nand Gopal…
Wish u a very Happy Janmashtmi.. Jai Shri Krishna

Dharti pe bhagwan

Maakhan chor hai aayo, Yashomati Maiya ka nandlala, Dharti pe bhagwan ka avatar hai aoyo,
Harne Kans jaise papi ko, Karne kalyan Dharti maa ka.. Sheshnaag ki chatra me wo hai aayo, Banke Kanha makhan chor hai aayo,
Happy Shri Krishna Janmashtami

Dil ki ummide

Chandan ki khusbu,Resham ka haar,
Bhado ki shugandh, Barish ki fhuhaar,
Dil ki ummide, Apno ka pyar…
Mangalmay ho aapko Sri Kirshna Janmashtmi ka tyohar.
Happy Shri Krishna Janmashtami

krishna jinka naam

krishna jinka naam, gokul jinka dham,
ase SHREE KRRISHN bhagwan ko,
ham sab ka pranam…
JANMAASTMI KI SHUB KAMNAYE.
Jay Shree Krishna
Happy Krishna Janmashtami

Krishna ke kadmo

Krishna ke kadmo pe kadam badate chalo.
Ab murli nahi to citi bajate chalo.
Radha to ghar wale dilayenge hi magar tab tak gopiya patate chalo…!
Happy Shri Krishna Janmashtami

Bansi Ki Dhun

Murli Manohar, Brij ke Dhrohar.Wo Nandlala Gopala,
Bansi Ki Dhun Par Sabke Dukh Harne Wala.
Sab Milkar Machaye Dhoom Ki Krishna Aane Wala Hai…
Happy Krishna Janmashtami

Gokul me jo

Gokul me jo kare niwas,
Gopiyo sang jo rachaye raas,
Devki-Yashoda jinki maiya,
aise hamare kishan kanhaiya…
Happy Shree Krishna Janmashtami

Sponsors Link

 

 
Submit Your Shayari Here
1. Name: *
2. Email: *
3. Shayari: *